dil ke angaan mei koi ayaa he..





as slam o ale kum

dil ke aangan mei koi ayaa he
saath apne bahaar layaa he
har taraf phool or khili kaliyaa
kitna dil kash hansi nazaara he
us ke aane se mere jiwan mei
sari dunia ki khil gai kaliyaa
raat din us ko ham ne manga tha
ap ne rab se dua ye kar te the
usne sunli hmare dil ki sdaa
ab to sajan pe sirf marte hei
har taraf pyar ka nzaara he
har taraf chand ni si bikheri he
us ki sanso mei aesi khushbo he
jese gulshan sabayei bikhri hei
us ki rangat he duadh ke kesi
chandni us mei phiki lagty he
us ki aankhon mei he nashaa aesa
sare mekhane jhute lagte hei
bhigi zulfen us ki mujh ko to
kale badal ghanere lagte hei
bhig taa hun mei rooz barish mei
aesa sawaan wo mujh ko lagty he
us ke ane se dil ke angaan mei
har taraf pyar - pyaar bikhraa he
dunia lagti he jese jannat ye
kya mohabbat ka ye nzaaraa he
rab se karte hei ye dua ham to
taa qyamat naa ho judaa ab to
us ki banhoon mei jo moot aye
wo nzaara bhi ham ko pyara he
ishq or pyar kar ne walon ko
bibbo.ki nazm ka ye isharaa he


apna khyal rakhna
allah hafiz
Written by :
hameeda ameer

Comments