Computer Series ... New

Ghayal hai scanner mera , koi dava to dila do
Kuch na sahi to bas ek mail - id dila do.
  
Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki
laga do in projects par baazi apne jaan ki
 
Mujhe phir wahi yaad aane lage hain
Mujhe phir wahi yaad aane lage hain
Aap mujhe kyon infinite loop me dal rahen hain?
  
Kasam hai dosto tumhe apne apne mail-id ki..
Agar mail nahi to koi junk hi sahi..
  
Is 1 mahino me yahan mujhe kuch nahin mila
Mail to kya ek visiting card bhi muskil se mila.
  
Seedha to khada rah Hamesha hilta rahta hai
Kuch kaam bhi kar hamesha game khelta hai
Seedha to khada rah hamesha hilta rahta hai
Kuch program bhi likh hamesha net-surf karta rahta hai
  
company kee ladkiyaan sunder hain
aur lonely hain
problem ye hai ki bus voh
read only hain
 
jo sadiyaon se hota aaya hai
woh repeat kar doonga
tu naa mili to tujhko dil sey
Shift+delete kar doonga

shayad mere pyar ko taste
  karna bhool gaye
  dil sey aisa cut kiya
  ke paste karna bhool gaye
  
woh samajhte hain dil tod diya
  to hum dead hain
  woh nahin jaante ki is dil main
  aur kitne thread hain
  
tumhare samne hain itney item
  kabhi hamein bhi pick karo
  hamare pyar ke icon pe
  kabhi to tum double click karo
  
roz subha hum karte hai
itne pyar se unhe good morning
woh humhe ghoor kar dekhte hain
jaise 0 error but 5 warning

Comments