AAP KO BHUL JAYE ITNE TO BEWAFA NAHI

aap ko bhul jaye itne tou bewafa nahi
aap se kya gila kare ,aap se kuchh gila nahi

shisha-e-dil ko toddna unka khel hai
humse hi bhul ho gayi unki koi khata nahi

kaash woh apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile
woh kitna badnaseeb hai ghum jise mila nahi

karni hai agar wafa kaise wafa ko chhodd du
kehte hai iss gunaah ki hoti koi saza nahi

Comments